Maa…

(Rabiya Ahmed, karachi)

Ek Maa Sb Kuch Seh Leti Hai Sb Kuch Bardsht Kar Leti Hai. Hr Dard Hr Takleef Khushi Khushi Seh Leti Hai Akhir Q Woh Bhi Tw Ek Aurat Hai Ek Jeti Jagti Insan Hai Kia Uski Koi Feelings Nai Uski Koi Wishes Nai…Hoti Hai Mehsos Kar K Tw Dekho Zindagi Khubsurat Banjaegi ….Jannat Hai Us K Qadmo K Neeche Ehsan Maan Kar Tw Dekho Khuda Bhi Tohfa Dega Phir Tumhein …Zindagi Ki Naimat Hai Maa Hr Bache Ki Jaan Hai Maa Or Hr Maa Phechan Hai Apne Us Bache Ki Jisko Who Palti Hai Uski Care Karti Hai Khud Se Bhi Ziada Kia Maa K Siwa Hai Koi Or Jo Puri Karega Tumhari Haar Wish Ko Tumhari Hr Takleef Ko Samjhne Wala Hai Koi Is Duniya Me? Nai Hai …Maa Ka Tw Koi Substitute Ho Hi Nai Sakta Woh Koi Cheez Nai Jisko Badal Diya Jae Jisko Takleef Di Jae ….Are Woh Tw Khud Kitni Takleef Uthati Hai Hum Tw Andaza Bhi Nai Laga Sakte …Zindagi K Har Qadam Pr Sath Hoti Hai Pyar Bhi Barh Kar Karti Hai …Dant Bhi De Tw Maan Bhi Jati Hai Ziada Dair Naraz Nai Rehti Woh Or Yh Sb Sirf Ek Hi Karsakti Hai Or Who Hai Maa….Yh Mere Alfaz Hai Mere Dil Ki Feelings Hai Jo Kuch Lafzo Me Bayan Ki Hai Maa Tw Ek Asehi Hasti Hai Jis Ki Jitni Tareef Karo Kaam Hai ……Take Care Of Your Mothers And Donot Send Them To Old Houses Because Mothers Only Want That Their Children Will Be Happy In Their Life…

 

Rabiya Ahmed
About the Author: Rabiya Ahmed Read More Articles by Rabiya Ahmed: 4 Articles with 3010 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.