Aakhir Kab Tak Sehna Hay Hmy

(Mehwish Mehar, Karachi)

Khuf O Hiras Dil Dehla Dene Waly Waqiyat La Qanuniyat Yeh Wo Halat Hain K Jis Se Aaj Hum Roz Guzar Rahy Hain Ak Janib Dollar Ki Qemat Girne K Carcahy Hain To Dusri Janib Aalam Yeh Hay K Mehgayi Ka Zor Barhta Hi Ja Rha Hay Or Yeh Mehgayi Nayi Bat Nhi Hay Naslain Jawan Ho Rhi Hain Yeh Sub Sun Jkar Magar Hal Ne Inhy Mayus Kar Diya Hay.
 
Aak Or Eham Masla K Jis Ne Sir Utahay Hay Wo Hay Amman O Amman Ki Bigarti Hui Soratehal Aak Admi Ghar Se Nikalta Hy To Yeh Uski Mazburi Hay Lekin Uska Bahir Jana Kisi Kahtry Se Kahli Bhi To Nhi.

Hum Wo Bad Naseeb Qom Hainjo Abhi Tak Sirf Azmay Ja Rahy Hain In Halat Me To A Sa Lagta Hay K Hum Bina Kisi Hukumat Kisi Qanun K Gi Rhy Hainaggr Waqai Hukumat Hoti To Kiya Awam Ka Yeh Hal Hota Hum Hukmaran Cunty Hain Unhy Asmmbli Tak Pohncahny K Lea Or Asahisat Ki Frahmi K Lea Baqi Hamary Masail Hmari Zindagi Ka Tahafuz Wo To Kuc Mahiny Hi Nhi Rakhty A Sa Lagta Hy Yeh Bhol Gay Hain K Sari Dunya Ko Chalane Wala Wo Wahid Hakim Wo Khuda E Wahid Bhi Sub Dekh Rha Hay Us K Agy Yeh Kiya Jawab Dain Gy Kahsah Yeh Soch Hoti Un K Dil Me To Aaj Yu Awam Ak K Bad Ak Musibat Me Giraftar Na Hoty......
 

Mehwish Mehar
About the Author: Mehwish Mehar Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.