Janghjuu (Warrior) Sultaan Episode 4

(HuKhaN, Karachi)

HuKhaN

Laraaiee Kaa Pehlaa Asool Hay ,,,,,Mazboot Difah,,,,,,Jabh Tak Ap Ka Defa Acha Na Hu Ga Us Waqt Tak Ap Humla Nahi Kar Saktay,,,Bahut Se Logh Serf Is Liye Haar Jatay Hein Kay Unhein Defa Karna Ya Apni Kamzoorion Aur Dushman Ki Asal Taqat Ka Pata Nahi Huta,,,,,Humein,,,,,Dushman Ki Taqat Aur Kamzoori Ka Pataa Huna Chaiye,,,,,Jangh,,,,,Jhoot,,,,Nafrat,,,,,Buzdeli Say Nahi Jeetee Jaa Saktee,,,,Apnay ,,,,Inteqaam,,,,,,,Badlay,,,,,,Aur,,,,Zakhmoun,,,,,Ko Apni,,,,,,,,Taqat Bana Lo,,,,,,,Waqt Hamesha Ek Saa Nahi Rehta,,,,,Raat Kay Iss Akhree Pehar,,,,,,,,Jabh Sardee Nay Har Cheese Ko Munjumid Kar Diya Tha,,,,,,,In Chaar Afraad Kay Huslon Ka Atishfishan Apni Juban Par Tha,,,,,,,,,,Mamoli Sey Charaagh Ki Roshni Mein Ahmed ,,,Sultaan,,,,Farhad,,,,,,,,,,,Farooq ,,,,,,Jhunpray Numa Kamray Mein,,,Anay Walay,,,Kal Kay Mutaliq Soch Rahay Thay Samajh Rahay Thay,,,,Apnay Ap Ko Tatool Rahay Thay Farooq Lambhay Safar Kay Bawajoodh ,,,Bas,,,,,Iss Meeting Mein Shamil Huna Chahtaa Tha,,,,,,,Wo Sab Mil Kar,,,,Bay Mani Buzdil See Mout Se Bachna Chah Rahay Thay,,,,,In Sabh Nay,,Apni Be Gunah Aurtun Bachun Kay Khoon Ka Badla Apnay Oper Farz Kar Liya Tha Mosa Qabaeil Ko Koi Kamzoor Ya Buzdil Qabaail Mein Shumaar Na Karay Wo Iss Kay Liye Apna Sab Kuch Qurbaan Karnay Ko Tyaar Thay Farooq Be Had Chandi Aur Siqa Sath Laya Tha ,,,Wo Peghaam Kay Khufia Alfaaz Ko Samajh Gia Tha,,,,,,Isi Liye Apnay Bv Bachay Nahi Laya Tha Ek Tu Us Ko Safar Bahut Teiz Karna Tha,,,Dosra Usay Andaza Tha Shaied Us Ki Zendeghi Ubh Uss Ko Wapsee Ki Muhlat Na De Gee,,,,,Wo Apnay Dostun Kay Sath Apni Qom Par Qurbaan Hunay Ko Pori Tara Tyaar Tha,,,,,,Agar Tum Loghun Ko Iss Jangh Mein Kuch Hu Jata Tu Mein Apnay Ap Ko Kabi Maaf Nahi Karta,,,,,,,,,,,,,,Yar,,,,Farooq Tum Nay Jitnee Maali Madad Ki Thee,,,,,Uss Kay Bina Hum Jangh Lar Hee Nahi Saktay Thay Ajh Bee Humein Kuch Pata Nahi Ghar Kia Chor Kay Aye Hu,,,,,Ahmed Ki Batun Nay Mosa Farooq Ko Abdeeda Sa Kar Diya,,,,,Meri Maa Behnein Yahan Khoon Mein Naha Gaiee Maa Jeci Bahbhi,,,,,Uss Kay Laal ,,,,,,,,,,Hum Par Qurbaan Hu Gaye Aur Mein Wahan Ek Soudagar Bana Raha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Lanat Hay Mujh Par,,,,,Farooq Ki Hichkiaan Bandh Gein,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Sultaan Nay Farooq Ko Apnay Seena Y Say Lagaa Liya,,,,Nahi,,,,,,,,,,,,,,,Farooq,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Tum Is Jangh Mein Humaray Shana Bashana Thay,,,,,,,,,,,,,Agar Tum Maali Mada Na Kartay,,,,,,,,Tu Shaied,,,,,,,,,,Hum Mein Se Koi,,,,,,,Bee Izat Ki Zendeghi Aur Shaheed Ka Darja Nahi Pata,,,,,,,,,,,Mein Tu Ubh Be Ye Hee Mashwara Dun Ga,,,,,,,,,Kay Tum,,,,,,,,,Farooq Nay Sultaan Kay Munh Par Hath Rakh Dia,,,,,,Dost Ban Ka Bol Rahay Hu Tu Kabi Nahi Asa Ubh Kabi Nahi,,,,,,,,,,,,,Agar Sultan Ban Kay Hukam Du Gay,,Tu,,,,,,Farooq,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Ki Jaan Bee Hazir Hay,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Sultaan Nay Dost Bol Kay Ek Baar Pher Farooq Ko Seenay Se Laga Liya,,,,,,,,,,,,,,,Bas,,,,,Mein Asee Hee Mout Chahta Hun,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,Ju,,,,,,Dost Kay Sath Hu Us Pehlay,,,,,,,,,,,,,,,,,Na Kay Us Kay Baad(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1194884 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.