Peer Hee Peer

(HuKhaN, Karachi)

Pakistani Society Mein Peer Ki Bhut Ehmiyat Hay Jabh Kahien Kuch Na Hu Rha Hu Mahool Par Sakoot Hu ,,,Sakoon Hu,,,,Kahien Na Kahein Koi Peer ,,,,,Namoodaar Huta Hay,,,,Aur,,,,Humaray Islami Chahray Par Ek Zor Daar Tamacha Maar Kay Rukhsat Hu Jata Hay Ubh Tu Haftaa Waar Peer Bee Kehnay Lga Hay,,,,Bahut Badnaam Hu Liye,,,Ubh Tu Badal Du Naam Mera,,,Roz Koi Fitnaaa Hu Jata Hay Rukhsat Kar Kay Naam Badhnaam Mera,,,,,,Sargodha Mein Ek Peer Nay Wo Gul Khilaye Kay Insaniyat Ko Asay Kalay Garhay Mein Dafan Kar Diya Kay Isay Nikalnay Say Pehlay Koi Aur Peer Koi Naya Gul Khilaa Dey Ga,,,,Society Mein Har Tra Kay Soor Aur Nasoor Paye Jatay Hein Magar Ye Peer Wala Nasoor Pakistan Kay Wajoodh Say Pehlay Hee Jin Ki Tra Humaree Iss Society Se Chimtaa Hua Hay ,,,,,Ajeeb Baat Ye Hay,,Hakoomat Say Bahree Pasay Batoornay Wali Agencies Sotee Rehtee Hein,,,Apnay Thannu Aur Dafaater Mein Iss Jaah U Jalaal Karu Far Say Baithay Hutay Hein Jasay Pora Mashra Un Kay Liye Koi Ehmiyat Nahi Rkhta Hu ,,,,Ju Logh Sar E Aam Hunay Walay Asay Awaamil Ko Rok Nahi Saktay Un Ka Sad E Baab Nahi Kar Saktay Un Ki Intelgence Ka Kiya Haal Hu Ga Ju Sar E Aam Hunay Wali Asee Peeranaa Karwaiuon Ko Na Rok Skay,,Sharam Tum Ko Magar Nahi Atee,,,,,Hum Nay Kal Ju Sifarish Kay Bal Botay Sarkaar Kay Ehalkaar Bhartee Kiye Thay Ubh Wo Asar Dekha Rahay Hein Agar Merit Ka Qatal E Aam Na Kiya Huta Sahi Logh Sahi Jaga Kay Liye Post Kiye Hutay Tu Ajh Ye Haal Na Huta,,,,Ubh Ye Society Peer Hee Peer Ka Shikaar Hutee Chali Jaye Gee,,,,Hum Serf Ek Aur Peer Ka Intizaar Kartay Reh Jaein Gay,,,,Jgah Jgah Baithay Huay Amil ,Peer,,,Ye Naam Nehaad Logh Qanoon Islam Society Insaniyat Kay Liye Asa Hee Khatra Banay Rahein Gay,,,Hum Kab Tak Baithay Huay Pani Ko Pulon Kay Nichay Se Guzarta Hua Dekhtay Rahein Gay,,,Qanoon,,,Sahib E Ilam ,,,,Society Kay Har Fard Ko Asay Peerun Ka Sad E Baab Khud Se Karna Hu Ga Hakoomat,,,Pani ,,Bijli,,,Tahafuz Naam Ki Koi Chese Ajh Tak Na De Sakee,,,,Ye Kaam Awam Ko Khud Hee Karna Hu Ga Har Peer Ka Elajh Khud Se Karna Hu Ga,,,Werna Dekh Laina Dharna Hu Ga,,,,,Har Peer Ka Har Jgah.

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1193811 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.