Home » Blogs » پاکستانی میڈیا اور کرائم ٹائم

پاکستانی میڈیا اور کرائم ٹائم

پہلے ایک چھٹی جماعت کا بچہ خودکشی کر گیا اب ایک ساتویں جماعت کا ------ ان بچوں کو کیا خبر کہ خودکشی کیا ہوتی ہے------ یقیناً پاکستان کا میڈیا جس تھوک کے حساب سے کرائم پروگرام چلا رہا ہے---- اور جس طرح سے خودکشی اور خودکشی کرنے والے کو کور کر رہا ہے- اب اس کے اثرات نکلنے لگے ہیں--- دنیا کا کوئی ایک مہذب ملک ایسا نہیں ہے جہاں کرائم شو دن میں یا پھر پرائم ٹائم میں چلتے ہوں- لیکن پاکستان میں ان پروگرام کے اوقات وہی ہیں جن میں زیادہ تر بچے اپنے پسندیدہ پروگرام دیکھتے ہیں- جبکہ دنیا بھر یہ تمام شو رات گئے دیکھائے جاتے ہیں-

آپ کے خیال میں کیا ان پروگرام کے اوقات کار کو تبدیل کیا جانا چاہیے؟یا پھر ان کو مکمل طور پر ختم ہونا چاہیے؟ بچوں میں آگہی سے متعلق پروگرام نشر کیے جانے چاہیے؟ یا پھر کچھ اور--------

آپ کی رائے؟؟؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
are bhai ye midia waley tu peso k leye kuchh bhi dikhane ko tyyar hen
mukhtar saeed , karachi Tuesday, April 08 2014
off course, it is rightly said, our media's coverage is becoming more and more clear on every issue, if we focus on any programme we will come to know that in a day on any channel three or four programs are on terririsome on often fiction about crime give the name of real crime, my request is that don't stop those programs but do one thing don't make videos of those issues, tell it like a story it will be better..
AAMIR, HYDERABAD Wednesday, September 19 2012
bachon k tv dekhnay k time par to un k liay aisay programes nashar karnay chaiyay han k wo un ko dekh kar mazbot banen or un may kuch karnay ka jazba paida ho /////agar light ho to/////
m.imran , sohawa Sunday, July 29 2012
ys all off rite..asy progemzz ki timing rat gaye he honi chhaiye vest agr asy progrm dikhy jaty han to waha bacho ko schools nd colgzz ma bi ya btya jata ha k kya wrong nd right hmary haan asaa school aur colgs ka pursane hal ha k bachoo ko achi tarh sa na guide kiya jata ha aur na he unhy kisi baray ma awareness di jati ha to phr bachoo na to wahi seekhna ha jo tv.z channel pa dikhya jata ha sb sa phly hamra education system thk honaa chahiye sb thk ho jaye ga bachoo ko itna dishard krnaa k woh asi harkatin karain tchrzz ko thori nrmi bartni chhiye aur parents ko apny bachoo ko achy sa guide krna cahhiye
sams, tarbeela Sunday, July 29 2012
There must be ban on crime stories because they become reason for more crime
faraha, karachi Sunday, July 29 2012
It very genuine problem, The timings of the said shows must be change.
Abdullah Hashmi, Karachi Friday, July 27 2012
aisa PROGRAME NAHI HONA CHAHYA.BCZ HAMAR MEDIA WEST KO FOLLOW KERTA HAI.HAQIQAT KO BERHA CHARHA KR BYAN KERTA HAI.IT,S TOO MUCH DEPRESSED .
M.Ali, Lahore Wednesday, July 25 2012
The only solution to every problem is that the criminals must be strictly punnished according to their crimes,, so that the terrorism come to an end.
Ghana, Karachi Sunday, July 22 2012
salaam to all muslims,
yeh mera first time msg ,comments hai
sab se pehlay hamari web walon ka shukria ada karta hoon jinhon ne khass tor per islamic knowledge aur achi achi baton waghaira per search kar ke itnti achi web banai thanks again
media se pak mein sab se ziada kaam kharab hai kyun ke jo program sabaq hasil karnay ke naam se chalay jatay hain unhi programoo se bachay bigartay hain sab kuch seekhtay hain to lihaza hamaray mulk mein to hakumat ya qanoon naam ki to koi cheez hai hi nai phir bi agar kisi idaaray mein koi Allah ka banda hamaray comments parh le to zaroor crime aur fahash qisam ke programs ko band kiya jaye.
Pata nai kis taraf jarahay hain hamaray log hamaray hukmarano ko to fursat hi nai hai
Kitna pyara naam Islami jamhuria ae Pakistan sharam aani chahiye humein ke hamaray mulk ka naam kya hai aur kaam kya hain
Aaj puri dunia mein badnaam hain (istaghfaar)
Israr Ahmed Gul, Attock city punjab Friday, July 20 2012
AEISE PAROGARM CHALNE HI NI CHAHIYE
UMER, FSB Saturday, July 14 2012
میرے خیال میں تو فلم اور ڈرامے اورغیر ضروری خبریں نہیں ہونی چاہئیں
malik ansir jamal, rawalpindi Saturday, July 14 2012
Pakistan Media Jhuta hai, Yeah mera anknon dekha waqiya hai kay aik mashoor TV channel waly aye road show pe interview lene to recording se pehle awam ko kaha giya kay aap jitna hosakay kahaen kay aap loadshudding se tang hain aur bohat garmi hai per larkon nay kaha kay garmi bhi nahi hai aur loadshudding bhi itni nahi hai per unhonay israr kiya kay aap se jo kaha jaraha hai wohi kahen media pe, is se andaza hota hai kay media kiya cheez hai jaan kay awam mein tension pehla raha hai, mehngai ka rona ro raha hai, agar itni hi mehngai hai to sara din aur raaton ko bazaar kaise bhare hote hain, kaisay fast food restuarants per awam ka rush laga rehta hai.......... Sub media ka drama hai jo dusray mumalik mein pakistan ki burayi dikhata hai take pakistan dusre mumalik se kat jaye
Badar, Karachi Saturday, July 14 2012
"plz plz plz meri ap k
channel se or tamaam
chanel se request ha plz
crime sceens ko drama
bana kr na dikhaen is se
koi sabaq hasil nahi karta...
Balkey ghar me bethey
nafsiyati mareez jo apna
ilaaj nahi karwate, wo
ye sb apne ghar me aply
krtey hen, ap k in crimes playes dekh dekh k koi
new hadsa hoga or ap
log apne apne chaneles
par breaking news
chalana k aj ek shohar ne
apni bv k tukre kr diye. Ap log qatil pakren
mujrim pakren poore
shehar ko poore mulk ko
qatil na banaen plz"خ
Tabassum, karachi Friday, July 13 2012
in my opinion the timing of the program should be changed...
roaid, karachi Thursday, July 12 2012
YEH PROGRAMME 100% BAND HONA CHAHHIAY. YEH KHUD JURAIM KO FAROGH DE RAHE HAIN.
ABDUL RAZZAQ, KARACHI Tuesday, July 10 2012
Aslam-o-alekum; media se arz he k aise program n dikhaya karen pls, khudkushi ho ya sexmaker girls or boys drame, is se manfi asr horha he, Is se acha he k aise drame dikhae jaen jo tecnical courses per mubni ho, aajkal education expencive he, bachon ko aise huner sikhae jaen k wo apni life set ker saken, meidya bahot acche kaam ker rha he,iski jitni b tarrif ki jae kumhe, mager pls ihtiyat se.
Thanks,

aap ka sathi,
Amin Mohammed, karachi Monday, July 09 2012
hukumat ko aise programat per foran action lena cahie our in ko band karwana chahie
azeem khan, karachi Monday, July 02 2012
in programs ko khtam to na kia jaey q k ek tabqa.e.fikar logo k liey aisay programs honay chahiey. khas kar police k mehkmay k liey aisay programs sood mand ho saktay han.
SaAB, Lahore Tuesday, June 26 2012
الله ھماری پاکستانی قوم کے بچوں پر رحم کرے اور والد وغیرہ کو چاہیے کہ اس قسم کے کرائم پروگرام سے بچوں اور عورتوں کو پروگرام سے دور ر کھے اور سنسر بورڈ کو اور متعلق محکمے جن کے اختیار میں سنسر بورڈ آتا ھے وہ اس پر ایکشن لے ورنہ الله کے عذاب سے خوف کھائے اس نے کل قیامت کیا جواب دیں گے۔الله حاظ وناصر اس قوم کی آنے والی نسلوں کا۔
abid, karachi Friday, June 22 2012
assalam o alakam,darmiyani rasta ikhtiyar kia jae,nation be bekher na rahe aur mulak maen bura taasar be na ho
m,yousaf, lahore Sunday, June 17 2012
Displaying results 1-20 (of 29)
Page:1 - 2First « Back · Next » Last