Hasb-E-Haal -- 7th Feb 2014

Hasb-E-Haal -- 7th Feb 2014
Watch video of Hasb-E-Haal -- 7th Feb 2014 submitted by Jazz on Feb 07, 2014. This video of Hasb-E-Haal -- 7th Feb 2014 has total 3555 (three thousand five hundred and fifty-five) Views on Hasb-E-Haal -- 7th Feb 2014.

Category: Hasb-e-Haal

Jazz  |  Feb 07, 2014  |  3555 Views

Latest Reviews & Comments

Aslam -o-alaikum , Aaap ka programme,but accha hai ,mein sirf aap ka programme daikhti hoon ,azizi sahab ,or junaid bhai hamaisha logically baat Katy hain ,laikin aj aap donon ka mantaq appeal nahi kiya baiti k mozzoo pay ,kya api jaantay hain k baitay ko jaydad mein 2 guna hisa kyon dia gaya hai ,ta qay wo maa baap ka khyal rakhein ,warna islam mein aurat aur mard ko braber k haqooq diye hain .jin bhooray maan aap ka zikar ap nay kia tha ,un bhooray maan baap ko baiti yehi bataye gi k mein apnay ghar me boht khush hoon ,baitiyan susraal mein khush na b hon ,to wo Maan baap ko yehi kehti hain k mein buhat khush hoon ,jab tak boht bura waqat na aa jaye .baiti k liye susraal walay b samghaty hain k hamaari bahoo aik dum saara ghar sambhaal lay ,agar thori si b galti ho jaye to yeh sunaya jaata hai ,k is ka dheehaan to har waqat maikay mein rehta hai ,baiti k liye har rishtay mein imtehaan hai ,BAITI !BAHOO !BIVI !aur maan .

  • By eesha choudhary, Form lahore
  • On 08 Feb, 2014
captcha