Add Poetry

Kyu Nahi Aya

Poet: Jamal Ahmad By: Jamal Ahmad, Gorakhpur

Mere Jazbaat Ke Katl Ka Iljaam Uske Sir Kyu Nhi Aya
Meri Aankhein Khuli Thi Tmam Umar Wo Ghar Kyu Nhi Aya

Darr Tha Agar Unhe Sar-E-Aam Be-Abroo Hone Ka To
Mere Afsano Ke Wajood Par Usko Ashq Kyu Nhi Aya

Kayi Fasane They Kayi Ranjishein Thi Zamane Me Agar
Saaz-E-Dil Lab-E-Izhaar Bankar Kyu Nhi Aaya

Shikayat Thi Agar Unhe Mere Zinda Hone Par
To Malal Ye Hai Ki Mere Kabar Par Wo Kyu Nhi Aaya
 

Rate it:
Views: 1012
04 Aug, 2018
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets