Add Poetry

Adakari Men Bhi Sau Karb Ke Pahlu Nikal Aae

Poet: Pirzada Qasim By: Hasssan, khi

Adakari Men Bhi Sau Karb Ke Pahlu Nikal Aae
Ki Fankarana Rote The Magar Aansu Nikal Aae

Magar Ab Shobade Hain Aur Bahut Jadu Nikal Aae
So Misl-E-Nikhat-E-Gul Ho Ke Be-Qabu Nikal Aae

Dilon Ko Jit Lena Is Qadar Aasan Hi Kab Tha
Sukhan Mahke Agar Kuchh Ishq Ki Khushbu Nikal Aae

Magar Phir Uski Yaadon Ke Bahut Jugnu Nikal Aae
Isi Ummid Par Hum Qatl Hote Aae Hain Ab Tak

Yahi Be-Nam Paikar Husn Ban Jaenge Farda Ka
Ki Kab Qatil Ke Parde Men Koi Dil-Ju Nikal Aae

Ki Main Ye Mod Katun Us Taraf Se Tu Nikal Aae
Samajhte The Ki Mahjuri Ki Zulmat Hi Muqaddar Hai

Safar Ki Intiha Tak Ek Taza Aas Baqi Hai
Hamen Apni Hi Jaanib Ab Safar Aaghaz Karna Hai
 

Rate it:
Views: 848
20 Apr, 2015
More Pirzada Qasim Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets