Add Poetry

Udhar Calayoon Main Kangun Aur Hathoon Main Hina Racha Ke Rakh Tay Hein

Poet: Akram Durrani - USA By: Akram Durrani, Trabuco Canyon

Udhar Calayoon Main Kangun Aur Hathoon Main Hina Racha Kay Rakh Tay Hein
Idhar Khof Say Dil Doob Jata Hay Jab Kahien Shadyanay Baj Tay Hein

Har Shay Se Nazrien Hata Kay Har Lamha Es Leye Rakhtay Hein
Deed Ku Ek Pal Milta Hay Wo Jab Sam Nay Say Guzar Tay Hein

Char Ha Ishiq Utar Jaye Peroon Say Chillay La Kar Kat Tay Hein
Farar Ka Ju Bhi Rasta Chonein Ghoom Kar Wapas Wahein Lot Tay Hein

Ishiq Ek Bhari Pathar Hay Meeer Kee Bat Ab Man Tay Hein
Es Bhoojh Say Tooti Kamar Ku Leye Saray Jag Main Ghoom Tay Hein

Un Kee Bazam Say Uth Kar Chalay Jayein Aksar Soch Tay Hein
Patang Gay Ku Khaak Huta Dekh Kar Buz Dilee Ku Apni Kos Tay Hein

Apnay Kafir Hunay Ka Elim Es Tarhan Hua Kay Hum Bott Ku Poojh Tay Hein
Pathar Ka Dil Laga Hay Jab Seena Khul Kar Un Ka Dekh Tay Hein

Durrani Sochu Tu Zra Wo Kabhi Kyoon Nahi Badal Tay Hein
Es Leye Nizaam Ye Kisee Aur Kay Isharoon Pay Chal Tay Hein

Rate it:
Views: 366
25 Mar, 2017
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets