Add Poetry

Intazaar

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Meri Bechani Ko Barha Gaye Jane Wale
Bahana Bana He Gaye Chor Ker Jaane Wale
Kall Tak Thay Sath Zamane Se Lar Jane Wale
Koi Toh Hath Uthaye Baduain Do Kese Kataain Gay Din Aane Walay
Hum Maare Gay He To Chain Aaye Ga
Kab Tak Aaye Gay Khayal Dill Ko Behlane Walay
Qabar Bhi Khudey Gi Phool Bhi Dale Jaye Gay
Nichy Letey Huwe Bhi Hum Raah He Takte Jaye Gay
Marne K Bad He Toh Qutbay per Likha Jaye Ga
Soo He Gay Aaj Dunia Ko Satane Wale
Bekarar Hun Kab Se USMAN
Ab Tak Aye Kyun Nahi Dafnane Wale
Sans Chalti Hai Srif Sans K Liye
Dill Mar Chuka jab se Gaye Jaan Se Chane Wale
Hansta Toh Hun Per Roona Chupta Hun
Kab Aaye Gay Wo Mossum Barsat Barsane Wale
Door Hun Unse Raat Se Din Ki Terha
Chaand Miltta Nahi Sittaro Se Dill Lagane Wale
Hoon Pagal Haan Pagal He To Hun
Dekha Na Baaton Mein Aa He Gaye Aane Wale
 

Rate it:
Views: 626
25 Mar, 2019
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets