Add Poetry

Mazaaj

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Mere Indar Gumnam Se Basti Hai
Jis Mein Ik Nahin Kahi Roohain Basti Hain
Sukoon Dill Ko Nahi Karar Dimagh Ko Nahi
Her Sans Se Dusri Sans Jalti Hai
Roshni Se Nahi Andhere Se Lagao Hai
Suraj K Nikalte He Badan Mein Aag Se Lagti Hai
Kapte Hath. Totay Phutay Laafz. Bechain Dill.
Din Mein To Chalo Theak Hai Socho Raat Kesay Katti Hai
Bad Mezaji Mein Halat Aur Halat He Kharab Ki
Zindegi To Thi He Ik Woo bhi Tabah Ki
Auron Ko Dekh K Hans Perta Hun
Ak Woo Hain Aur ik Main Jisne Her Din K Sath Daagha Ki
Kasur Na Rooh Ka Naa He Qismat Ka Hai
Mujh Ko Jo Mila Maine Khud Aanaah Ki
Ab Chahta Hun Chor He Dun Is Jism Ko
Kehta To Hun Per Mere Jine Ki Her Dard Ne Dua Ki
USMAN.. Kab Tak Likhay Ga Dard Qismat kaa
Zindegi Milli Thi Theak Maine Khud He Tabha Ki

Rate it:
Views: 898
02 Apr, 2019
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets