Add Poetry

Zaawal

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Ye Meri Hasraton Mein Zawal Tha
Uska Millna Bhi Bara Kamal Tha
Rooh Bechain Dill Betabh Tha
Wo Mill Jo Geya Kisi Aur Ko Meri Aankhon Mein Gulal Tha
Shabnum Ki Bundain Tapak Rahi Thi
khazah Mein Bhi Chehre Pay uske Noor Ka Oubal Tha
Umeedain Tuti Jo Meri Us Mein Bhi Main He Khatawar tha
Ye Meri Hasraton Ka Zawal Tha
Ghum To Thay Hazar Ye He Zindegi Mein Bas Kamal Tha
Betabh Rehta Hun Har Pal Meri Yaadon Mein Ik Uska He Khayal Tha
Ye Meri Hasraton Ka Zawal Tha
Sham To Thi He wo Din Bhi Kamal Tha
Jis Rooz Bhi Dekha Khud Ko Aine Mein Samjha Aina He Khrb Tha
Kitabay Parni Thi Hazar Mera Perhna Bhi Zawal Tha
Likh To Diya Theak Maine Perhney Walo Ka Perhna He Kharab Tha
Usman... Din Guzaray Wo Theak Thay Meri Raaton Mein Zawal Tha
Ab Shiyat Khud Se Khud Se He Gilla
Tab To Waqat Tha Ab Ye Waqat Ka Jawab Tha
 

Rate it:
Views: 657
10 Apr, 2019
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets