Home » Blogs » Will you vote the Current Government in the next elections? - آئندہ الیکشن میں کیا آپ موجودہ حکومت کو ووٹ دیں گے؟



This survey is based on computerized calculation; one vote is based on one person/PC.
آئندہ الیکشن میں کیا آپ موجودہ حکومت کو ووٹ دیں گے؟

ہماری موجودہ حکومت اب اپنے اختتام کی جانب تیزی سے گامزن ہے اور اس کی 5 سالہ مدت پوری ہونے کو ہے- ان 5 سالوں میں حکمران پارٹی نے پاکستان کی عوام کو کیا کیا تحفے دیے ان کی ایک طویل فہرست ہے جس سے ہماری عوام پہلے ہی بخوبی آگاہ ہے- موجودہ حکومت کے خاتمے کے بعد جلد ہی نئے الیکشن کے انعقاد کر دیا جائے گا جس میں فتح حاصل کرنے کے لیے پھر سے حکمران پارٹی سمیت تمام سیاسی پارٹیاں اپنے مکمل حربے آزمائیں گی- لیکن اس الیکشن میں بھی جیت کا انحصار ہمیشہ کی طرح عوام کے ووٹوں پر ہی ہوگا-

کیا آپ موجودہ حکومت کی کارکردگی سے کسی حد تک مطمئین ہیں؟ آئندہ الیکشن میں کیا آپ موجودہ حکومت کو ووٹ دیں گے؟ اپنی رائے کا اظہار کیجیے-

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
those peoples will vote to these peoples again i think they dont want to see pakaistan more .its enough for thoese whoes love pakistan. thanks
mohd sohail anwar, narowal Wednesday, February 13 2013
not at all
mohammadasifabbasi, riyadh Wednesday, February 13 2013
kon pagal ppp & noon leag ko vote de ga q k 2no nay pakistan ko divalia ker dya hay
sardar saad ullah shah, musa khail Wednesday, February 13 2013
I would like to inform to all pakistan's peopal that we know this current govt.is totally crrupt so dont vote thiz govt . zardari ppp and pml make made peopal and all pakistani awam so be awear i request to all voters
reshail, Karachi Wednesday, February 13 2013
Allah na karay k ub PPP ki hakumat aye..in 5 salo may is hakumat ny mulk ko tabah kur dya hai..bht ghusa bhara hoa hai is hakumat k lye pur hum kya karay...
imusmi, Lahore Wednesday, February 13 2013
this is currpet govements in history of pakistan and all cabinet is non professional people
they don't know how to handle goverment institution prime minister all fedrel minister including president
want to make money only
amingolden, karachi Monday, February 11 2013
Meri sub se request hain awam is election main kise bi politice parties ko apna vote na de qk awam p.p.p aur p.m.l.n ko achi tarha azma chuki hain aur ab awam hosh ke nakoon le aur apne vote k soch sumj kar use karen aur election se is mulk main tabdily ane se rahi tabdily election se nhi tabdily hum sub ke ek plat frm phar kara hone se aye gi aur agr ab bi hum karay nahi ho gay to phir yahi jamatay election ma jit kar again iqtidar main ajae gi is lia ya awam ab hosh ke nakoon le aur uthay jagay gaflat ki neend se main ya bas itna hi aur main ya bat apne chand articles main likh chuka hu qaireen mere article mohsin shaikh by politice hyd sindh k nam isi web phar phar saktay hain aur muje advise day
Mohsin shaikh, Hyd sindh Sunday, February 10 2013
insaan mar jae liken in ko vote na day
MQM JUST MQM
syed ahmed maaz, karachi Sunday, February 10 2013
Jin logon say Karachi men (main bhi un men shaamil hoon) gun point par vote liye jaatey hain unki majboori apni jagah magar jo log khud MQM ko vote dete hain men unsay poochta hoon kay unka leader kon hay....wohi bhaga hua Altaf Hussain ...Karachi men rozana kitney log Mqm kay qatlon kay haathon shaheed hotey hain aur inka leader marney kay khof say dar kar bhaga hua hay...Hazrat Ali ka farman hay:jo shakhs mot say dar kar bhagta hay woh mot hi ki taraf bhagta hay"...mot to usko London men bhi ayegi..kab tak bhagay ga....
Saleem Zafar, Karachi Sunday, February 10 2013
Benazeer ko qatal kraney kay baad Zardari ko hakoomat mil gayee kyonkay bewaqoof logon nay samjha kay yeh Bhutto aur Benazeer KI PPP hay.magar is mojooda hakoomat ka PPP say koi wasta naheen hay.aur ab yeh Bilawal Zardari ko lay aye hain,jis ka Bhutto khandan say koi wasta naheen hay,,hum log agar beti ki shaadi bhi karen to dekhtay hain kay larka sharabi ya zaani to naheen phir yeh kaisay mumkin hay kay apney maader-i watan Pakistan ko jo hamari maan hay us ko ek kisi kay hawaley kar den.....Hum itney begharat to naheen..........
Tariq Khan, Karachi Sunday, February 10 2013
Allah muaf kary ham logon ny pppp ko wot dy kar is piyary pakistan ky sath itna bara zulam kiya hy k shayad is ka izala kabhe na ho saky sab log mil kar wada karin ki pppp ko kabhe wot nahen dain gy warna any wali naslain hamain kabhe muaaf naheen karain ge
Allah ham sab ko is mulk ky dushmanon ko pehchanny ke taufeeq ata farmay aameen
mr kharal, Lahore Saturday, February 09 2013
Currapted Hukmran na khappaY
Hussain Shaikh, Karachi Saturday, February 09 2013
Is saal agar main vote doonga tou sirf or sirf MQM ko hi doonga kio kay mqm hi aman la sakti hai aur jo loog keh rahay hai kay mqm ko vote nahi dena chahiyay tou wo mustafa kamal ko yaad karain jis nay kuch hi mahino main karachi ko kia banaya tha aur jab say wo gay hai jab say karachi ka bura hall hai
Syed Ahmed Arbaaz, Karachi Saturday, February 09 2013
Kabhi Nahi
waqas, rawalpindi Friday, February 08 2013
karoron **** ke mostaheq ye haqumat pe jis ne har taraf odham machaya howa he. Jis ne Arts Educators ka haq cheena and 5 salon se aik art educator bharti na howa. I hate PPP and PMlN
naseer ahmad, talagang Friday, February 08 2013
koi **** hi ho ga jo mojuda hakumat ko vote de ga
woh pakistan aor islam ka ghaddar hai
asad ayub, jhang Thursday, February 07 2013
May nay ghalti sey yes daba dia, jitney b 8.82% vote hai ye ghalti se click ho gai hai. koi pagal thori hai jo mojooda hukoomat ko vote day.
Syed Salman shah, Karachi Thursday, February 07 2013
I'm the supporter of imran khan and i request all of u plz check the policies of imran khan and this time gave vote to imran khan becoz N PPP Q MQM all parties are tested hepocrates...
Aaqib, Rawalpindi Thursday, February 07 2013
ham dobara bewaqoof nahi baney ga
ruman yousaf, kabirwala Wednesday, February 06 2013
vote dalne ki nobat hi nahi aati q k hal to ye hai k agar koi shakhs apne ghar par hai to uska vote pehle hi dal jata hai.. ye kam kab aur kon karta hai hme pata to hai par hm phir b kuch nahi kar sakte... kyo k agar awaz uthai to smjho goli khai......
M. Bilal Khan, Karachi Wednesday, February 06 2013
Displaying results 101-120 (of 159)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8First « Back · Next » Last