Woh Sehri Ki Noraneyat

Woh sehri ki noraneyat, Woh iftaar ki rounaq, Woh aasman se rehmat ka barasna, Woh masjidun ka rooh parwar manzar, Woh naikiyon ka jazba, Woh tilawat ki dhoom, Jee han rehmat wala maghfirat wala or azab se nijaat wala mahena “RAMZAN” aaney wala hai, Duaon main yaad rakhna.

Latest Ramadan SMS Messages