Add Poetry

Dost And Dushman

Poet: shoaib khan swati By: shoaib khan swati, oghi mansehra (pakistan)

Miyar Girta Na Doston Ka Na Hum B Dushman Ki Dhal Hotay
Zaeef Dushman Pay War Karty To Waqt K Hum Dajaal Hotay

Nae Tha Apna Mizaaj K Zarf Kho Kr Anna Bachaty
Wagrna Aesay Jawb Daity K Phr Na Paida Sawal Hotay

Hamari Fitrat Ko Janta Hai Tabhe To Dushman Kh Rha Hai
Hai Dushmani May Be Zarf Aesa Jo Dost Hoty Kamal Hotay

Jo Aa K Tum Haal Pouch Laity To Itnii Lambi Na Umr Lagti
K Wasl Ki Shoaib Ek Gari May Sary Guzar Gaye Maah O Saal Hoty

Usay Mubark Muqam Oncha Sahe Haqeqat Hamain Pta Hai
Banatay Rishton Ki Hum Be Sehri To Asmaa Ki Misal Hotay
 

Rate it:
Views: 3106
28 Mar, 2013
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets