Add Poetry

Hua To Nahi

Poet: Jamal Ahmad By: Jamal Ahmad, Gorakhpur

Ku-E-Jafa Me Takrar Hua To Nahi
Toota Hai Dil Magar Roya To Nahi

Kayi Raatein Aayi Aur Chali Bhi Gyi
Ankhein Sirf Jaagi Hain Soyi To Nahi

Saari Umr Sirf Nazro Se Baat Kiya
Izhar-E-Mohabbat Ye Hua To Nhi

Ulfat Me Tere Ird-Gird Ghumta Rha
Kaakul-E-Pechan Me Uljha To Nhi

Ishq Me ‘Jamal’ Sazda Karta Rha
Magar Ye Hasr Ka Amaal Hua To Nhi

Ku-E-Jafa = Path Of Disloyality
Ulfat = Love
Izhar E Mohabbat = Love Proposal
Jamal = Beautiful
Hasr = Closely Besieging Restriction
Amaal = Deeds Conducts Behaviour
Kaakul-E-Pechan= Curly Hair
 

Rate it:
Views: 660
11 Mar, 2019
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets