Add Poetry

Muhobbat K Musafir

Poet: Alone poet By: Rao Awais Sagheer, Kabirwala

Ay Muhabbat K Musafir Teri Manzil
Kaheen
Aur Hay

Theher K Kya Mile Ga ?
Is Shaher Main
Wafa
Nhi Wo Shaher Koi Aur Hay

Chala Ja Chala Ja Yahan Se Toot
Jao
Gay Sheeshay Ki Tarha
Tu Jis Ko Pasand Krta Hay Wo Tera
Apna
Nhi Koi Aur Hay

Dil E Arzu Ne Humko Deewana Bana
Diya
Roye Na Thay Kabhi Magar Tum Ne
Rula
Diya

Hum Ne Apko Har Lamha Yaad Kiya
Aur Aap Ne Yaad Kartay Kartay Zamana
Laga Diya

Ay Khuda Aaj Ye Faisla Kar De
Ussay Mera Ya Mujhy Us Ka Kar De

Bahot Dukh Sahain Han Meny Koi
Khushi Ab
To Muqadar Kar De

Arsa Hua Judai Ko Ab Is Faslay Ko Kam
Kar
De
Nahi Likha Agar Naseeb Main Us Ka
Naam
To Khatam Kar Ye Zindgi Aur Mujhy
Fana
Kar De

Kabhi Is Nagar Tujhy Dhoondhna Kabhi
Us
Nagar Tujhe Dhoondhna

Kabhi Raat Bhar Tujhe Sochna , Kabhi
Raat
Bhar Tujhy Dekhna

Mera Khuwab Tha K Khayal Tha
Wo Urooj Tha Ya Zawal Tha ??

Tu Na Tha To Ro Diya
Jo Tu Mil Gya To Tujhy Kho Diya ??

Mere Silsilay Bhi Ajeeb Hain
Tujhy Kho Kar Tujhy Dhoondhna Kabhi Is
Nagar Kabhi Us Nagar

Rate it:
Views: 284
08 Jun, 2015
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets