Add Poetry

Humraaz

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Yaadon ki Barat Pe saje Hain Afsane
Jaane Walay Jane To Ye Gazal Na Jane Ye Afsane
Afsano Ki Dunia Ka Sikandar Hun
Perhne Walay Perhe Yaa Phaar Dalay
Dunia To Chalti Hai Logo Se
Kab Kaam Aye Deewane
Woo Chahte Chand Ko Hum Aagaye Unko Stane
Noor Sa Unki Her Jhalak Mein
Mujh Ko To Wo Lagta Farishta Hai Ye Dunai Walay Kiya Jane
Jin K Liye Khud Ko Mara unko Gum Tak Nahi
Hum He Achay Hote To Chor Jate Kisi Bahane
Bethay Thay Sath Hathon Mein Hath Liye
Pata He Nahi Chala Kab Aa Gaye Farishte Sath Ley Jane
Sitaron Ki Terha Chaand Ki Mehfil Se Dour Hun
Hum Se Phele Aur Bhi Hain Hum Kahan Aagaye Jaga Banane
USMAN Kitabon Pe Likh De Naam Chirago Ko Jala Ke
Is Sey Pehle Diya Bhuj Jaye Is Jahan Mein
 

Rate it:
Views: 626
30 Mar, 2019
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets