Add Poetry

Zesist Ka Qissa

Poet: Sadia Malik By: SADIA, Faisalabad

Chalo Tum Ko Sunati Ho Main Apni Zesist Ka Qisa
K Koi Dil Main Basta Tha Or Tha Meri Zat Ka Hisa
K Main Tanha Thi Raho Py Bht Toti Hoi Thi Main
K Kisi Ko Chaha Tha Itna K Dil Se Rothi Hoi Thi Main
K Jab Wo Sath Tha Mere Tu Duniya Sath Chalti Thi
Or Jab Wo Chor Gaya Mujh Ko Tu Khud Mein Kho Gai Thi Main
Na Phir Duniya Ka Socha Tha Na Phir Apno Ko Parkha Tha
Sabhi Apny The Begane Or Bht Tanha Rahi Thi Main
K Barish Ban K Barasti Thi Meri Masom C Ankhain
Ussy Talash Karti Thi Ussy Bht Chahti Thi Main
Mohabat Dil Ka Soda Tha Ju Tha Tohed Py Qayam
Parwa Khud Ki Na Kabhi Ki Ussy Nibhati Rahi Thi Main
Kahi Koi Shirk Na Karlo Issi Dar Se Main Yaaro
Zamane Ki Nighao Se Khud Ko Chupati Rahi Thi Main
Magar Wo Phir B Na Badal Or Na Hi Mera Ban Paya
Jis K Liye Shab Bhar Roti Rahi Thi Main
Ussy Bs Garz Thi Khud Se Ya Phir Gairo Se Tha Matlb
K Daag-E-Mohabbat Ko Dil Main Chupati Rahi Thi Main
Bhuli Thi Sab Kuch Main Apna Ju Meri Zaat Ka Tha Hisa
Batao Kesa Laga Yaaro Tumha Ko Meri Zesist Ka Qisa
 

Rate it:
Views: 368
03 Mar, 2016
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets