Agar Ansu Baha Daita

agar ansu baha daita to us k pass kia rahta wo mujh ko hosla daita to us k pass kia rahta nishan mujh ko nahi milta koi us tak pahunchnay ka mujhay apna pata deta to us ke pas kia rehta musafir saray hi phal kha k apni rah chal detay shajar tahni jhoka daita to us k pas kia rahta mairi hi yadoon nay usay abad rakha hai wo mujh ko bhi bhola daita to us k pas kia rahta

Latest Poetry SMS Messages