Hamesha Jaane Ki Baat

Hamesha jaane ki baat karta hai koi Phir azmaane ki baat karta hai koi Baar baar main rokta hu uski raahaien Hawa ban jaane ki baat karta hai koi Main barasta hun roz barish ki tarah Dhoop ho jaane ki baat karta hai koi

Latest Love SMS Messages