Google Hum Par Kaise Nazar Rakhta hai
Google aap par nazar rakhta hai, aap ki tamam sargarmia is terhan check karen
1) Sab se pehlay Gmail mai login karain
2) Ab aap ko Google account section mein jana hoga
3) Agar aap desktop par hain, to dayen janib aap ko –apne account ki tasweer nazar aaye gi ya gmail ka icon nazar aye ga
4) Is par click karne se aap ko –apne account ka setting karen ka option nazar aaye ga is par click karen
5) Ab janib se teesray number par data & privacy ka option nazar aaye ga usay click karain
6) Is ke baad poori fehrist aap ke samnay aaye gi jaisa ke aap ne kya kya hai aur aap kahan thay.
7) Yahan aap ko tamam tar information available hogi, map time line, youtube watch aur search history bhi dekhnay ko miley gi.
7) Is tarteeb mein mai Google activity ke tehat sarfeen yeh jaan saken ge ke aap ne Google par kab aur kya search kya aur kis tarhan google ap par nazar rakhta hai.