IMEI Number Se Mobile Kaise Pata Kare
Aaj ki post tamam android sarfeen ke liye hai. kyunkay agar aap ka phone gum ho jaye ya chori ho jaye to aap apne phone number ko ghalat istemaal se kaisay bacha satke hain aur phone ki location kaisay maloom kar satke hain. Aj hum apko btaye g eke kaise IMEI Number se mobile kaise pata kare ya IMEI no sy mobile kysy track kiya ja skta hai.
IMEI Number Check Karne Ka Tareeqa:
Apna IMEI number check karne ke liye * # 106 # Dial karen ya aap –apne mobile phone ka tool box bhi check kar satke hain.
Chori Shuda Phone Ke Liye CPLC Help Line:
Agar ap ka phone chori ya chean liya jata hai to ap apne phone ko bock karne ke liye CPLC help line number par shikayat kar satke hain.
Rabita number 021-35662222 aur 021-35682222.
Is number ko Dial karne ke baad apne IMEI number ko help line par mutala karen. Ap 1102 CPLC help line number bhi Dial kar satke hain.