Kabhi Nazrain Milanay Main

Kabhi nazrain milanay main zamanay beet jatay hain Kabhi nazrain churanay main zamanay beet jatay hain Kisi nay aankh bhi kholi to soonay ke nagrii main Kisi ko gher bananay main zamanay beet jatay hain Kabhi kaali siyah raatain humain ek pal ke lagti hain Kabhi ek pal bitanay main zamanay beet jatay hain…!!

Latest Ghazal SMS Messages