3 Log Marne Kya

3 log marne kya baad jannat kya darwaze par pahuche: 1 ) Bola: Mein molvi hun mein nay zindagi bhar ibadat ki mujhe andar ane do. Awaz ayi: Next! 2 ) Bola: Mein doctor hun, Maine zindagi bhar logo ki help ki mujhe andar ane do. Awaz ayi: Next! 3 ) Bola: Mein shadi shudha hun. Awaz ayi: Bus kar, Rulayge kya… chal andar aaja!

Latest Husband and Wife SMS Messages