Bohat Khamosh Reh Kr
Bohat khamosh reh kr wo sadain mujko deta tha bary barpoor jazbon ki qabain mujko deta tha Kabhi jo dard ki aatish muje sulagnay lagti the wo apne saans ki mehki hawain mujko deta tha Wo uski chahtain b sari duniya se anokhi the reazat khud wo krta tha jazain mujko deta tha Mery ehsas k sahraon main jo dhoop barti the wo mosam ka khuda ban kr ghatain mujko deta tha Usy main ajnabi smjhi magar har mour pe wo apny naam ki sari duain mujko deta tha
Latest Ghazal SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories