Chooryaan Hath Mein Thin
Chooryaan hath mein thin aur hathon mein uska haath b tha sham-e-tanhayi bhi thi rung aur noor ki barsaat b thi mosamon ka junoon urooj per tha dharkanon per b ikhtiyar na tha uski madhosh nigahon mein talab pyar ka tha kaanpte hathon se uske shugufta hathon mein choorhyaan mujhse na pehnayi gayin haan mager hath ghayal ho hi gaye usne nazerein jhuka kar itna hi kaha jayiye aapse nahi bolti aapse itna bhi nahi hota..!!
Latest Love SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories