Gazal
Gazal tumein jab ro-bru dekha karein gay ye socha hy bahut socha karien gay nazar mein chodvein ka chand ho ga samundar ki zuban bola karein gay tumara aks jab utry ga dil mein badan mein ayeny toota karein gay bicharna hy to ye tey kar lein ab se judai ka safar tanha karein gay na aey ga koi ilzam tum par ham apny ap ko ruswa karein gay ek uljhan mein kati hy umar MOHSIN k pal do pal mien hum kia kia karien gay
Latest Ghazal SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories