Harf E Ranjish Pe Koi Baat
Harf-e-ranjish pe koi baat bhi ho sakti hy. ye bi mumkin hy mulaqaat bhi ho sakti hy. Zindgi phool hy khshbu hy mgar yad rahey. Zindgi gardish-e-halaat bhi ho sakti hy. Hum ne yeh soch k rakha tha qadam gulshan mein. Lala-o-gul mein teri zaat bhi ho sakti hy. Chaal chaltey huye shatranj ki baazi k usool. Bhool jao gy to phir maat bhi ho sakti hy. Aik to chhat k bina ghar hy hamra Mohsin. Us pe ye khof k barsat bhi ho sakti hy......
Latest Sad SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories