Ho Raat Akeli Pichla
Ho raat akeli pichla paher aur chand angan me aa jaye. Tum chand ki manind tanha ho yeh baat humain tarpa jaye. Khuch khuwab saja kar palkon pe tum chand se batain kar lena. Hum yaad tumain to karte hain tum yad humain bhi kar lena. Khuch baat na ho jab aisay hi num aankh tumhari ho jaye. Tum baat khain pr karte ho dil aur khain par kh jaye. Jazbat k aisa aalam main muskan labon pa bhar lena. Hum yad tumain to kartay hain tum yaad hamain bhi kar lena.
Latest Decent SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories