Hum Bhi Chahen Ge

hum bhi chahen ge tujhe chahne walun ki tarah tu bhi aaja kabhi is ghar me ujalun ki tarah umar bhar sath nibhane ki qasam kha mujh se ya nikal ja mere dil se bhi khayalun ki tarah aa gaya hai tu lipat kar zara taskeen bhi de dekh yun naz na kar zahra jamalun ki tarah khat ka likhna bhi gawara nahi jin ko tu inhen bhool ja guzre huwe salun ki tarah

Latest Ghazal SMS Messages