Jab Koi Din Mai

Jab koi din mai sham kare Ya lab ki hansi badnam kare Jab wahshat dil ka nam kare Ya ankh mai neend haram kare Mat tanha tanha ghabrana Tum pas hamare a jana

Latest Poetry SMS Messages