Jala K Tu B

Jala k tu b agar aasra na day mujh ko Ye khauf hai k hawa phir bujha na dey mujh ko Mei is khayal say murr murr k daikhta hoon usey Bichar k wo b kahin phir sada na day mujhko Bus is khayal say shab bhar main so nahi sakta k khauf-e-khawab-e-guzishta jaga na day mujh ko

Latest Poetry SMS Messages