Kabhi Nazrain Milanay Main

kabhi nazrain milanay main zamanay beet jatay hain kabhi nazrain churaanay main zamanay beet jatay hain kisi nay aankh bhi kholi to mili sonay ki nagri kisi ko ghar bananay main zamanay beet jatay hain kabhi khola ghar ka darwaza to samnay thi manzil kabhi manzil k aanay main zamanay beet jatay hain

Latest Poetry SMS Messages