Kahten Hain Chaand Taare

kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare, Taqdeer ko jagaane, uth nekiyan kamane, Jannat men ghar banane, har simt hain ujiyare, kahten hain chaand taare, uth rozadar pyare, Ye waqt imtihan hain jo kuchh bhi hai hay ayan hai, Jo iska qadrdaan hai wo shakhs kaamraan hai, haq ke samajh ishaare, uth rozadar pyare Gam ki dawa hai roza, dil ki giza hai roza, sabr o raza hai roza, fazl e khuda hai roza, kya khoob hai nazare, uth rozadar pyare, Taqdeer ki sada hai, Iman ki fiza hai, Maahol dilruba hai, har fard padh raha hai, Quran ke sipaare, uth rozadar pyare,

Latest Ramadan SMS Messages