Koi Dhoond Aisa Humsafar

Koi dhoond aisa humsafar Jisey tu apna bana sakey Tu kahey k raat hy Or woh chandni luta sakey Tere ansuon ko woh samait le K koi na tujh ko rula sakey Teri raah me ho jo mushkilain Apni palkon se woh utha sakey Tujhe rakh le apne hisaar me K tujh ko na koi chura sakey Woh ho tere itna qareeb k Kisi ki yaad b na tujhe a sakey Han…. Koi dhoondh aisa humsafar Jo meri tarha tumhe chah sakey…

Latest Ghazal SMS Messages