Laahaq Hai Yahan Marz

Laahaq hai yahan marz mohabbat ka sabhi ko Is shehar k logon mein waba aam buhat hai Har darja sharafat ka libada hy orha Aur dil mein haqaarat ki bala aam buhat hai Rishton k yahan paas to rakhtay hain sabhi par Hairat hai k lutnay ki sada aam buhat hy

Latest Ghazal SMS Messages