Mausam Hy Barish Ka

Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy, Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hy, Badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hy, Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hy, ... jab taiz hawaein chalti hain aur jaan humari jati hy, Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy.

Latest Barish Rainy Day SMS Messages