Mujhay Dewana Samajhtey Hain

mujhay dewana samajhtey hain tere shehar k log kyun mere daman se uljhtey hain tere shehar k log main gaya waqt hoon wapis nahin aney wala kyun mera rasta taktey hain tere shehar k log aur kia doon apni wafaon ka saboot ab mere haal pey hanstey hain tere shehar k log

Latest Poetry SMS Messages