Phir Ek Aasu Chalakna

phir ek aasu chalakna chata hai duao mai mahkna chata hai nahi hai jab koi is shab ki manzil sitara kiyu chmakna chata hai jise dil jaan kar sharmindagi thi wahi pathar dhadkna chata hai nazar pe kapkape tari hai ya phir koi parda sarkna chata hai

Latest Ghazal SMS Messages