Rothana Khafa Rehna Yeh

Rothana khafa rehna, yeh wafa nahi hoti Chahtoon mein logon say kiya khata nahi hoti Sab ko aik jesa kyon tum samjhne lagti ho Kyun k sari duniya tu bewafa nahi hoti Hr kisi se yari hr kisi se waday Pyar kerne walon ki yeh adda nahi hoti

Latest Love SMS Messages