Rutha Huwa Aik Dost
rutha huwa aik dost aj rutha huwa aik dost buhat yad aya acha guzra huwa khuch waqt buhat yad aya mari ankhun k har aik ashk per runay wala aj jab ankh yah rui tu buhat yad aya ju mary dard ko senay main chupa lyta tha aj jab dard hu mujh ko tu buhat yad aya ju mari ankh mian rahta tha kajal ki tarhan aj kajal ju lagaya tu buhat yad aya ju mary dil k tha qareeb faqat usko hi aj jab dil nay bhulaya tu buhat yad aya
Latest Poetry SMS Messages
SMS Categories
Load More Categories
Hide Categories