Saarey Waadon Ko Bhula

Saarey waadon ko bhula sakta hun lekin rehne do Main tumhein chor k ja sakta hun lekin rehne do Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz faisla mein bhi suna sakti hun lekin rehne do Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali us per main muskura b sakta hun lekin rehne do

Latest Ghazal SMS Messages