Tamanna Ley K Ulfat

Tamanna ley k ulfat ki mere angan main wo aya muhabbat roug hai dil ka ussey ye main ne samjhaya kaha us ne muhabbat kar shareek-e-gham bana mujh ko karoun ga main zamane ki khushi se aashna tum ko hui majbur main kia iqrar ulfat ka laga di jaan ki baazi samjh kar khail qismat ka hui malum phir us ki haqiqat ye zamane se ussey taskeen milti hai kisi ka dil dukhane se

Latest Ghazal SMS Messages