Tum Jao Hum Se

Tum jao Hum se door to Ek Kaam kar jana Kuch pal Apne Humare Naam kar jana Agar Aajaye Mout Humain Tere Aanay se pehle To Aa kar Mere Janaze ka Ehteram kar jana Na Rona Isqadar k Takleef ho Humain Mout ko b Mazak Samajh kar Anjaan ban jana May Ek Din So jaon sada k liye Phir Mujhe bewafa keh k Badnaam kar jana Jo Guzro Meri Qabar se to Nazrain na Phairna Mehman he ban k Dua Salam kar jana.

Latest Ghazal SMS Messages