Us Ne Jab Jab

Us ne jab jab bhi mujhe dil se pukara Mohsin Main ne tab tab ye bataya k tumhara Mohsin Log sadyon ki khataon pe bhi khush baste hain Humko lamhon ki wafaon ne ujara Mohsin Ho gaya jab ye yaqeen ab wo nahi aaye ga Aanso aur gham ne diya dil ko sahara Mohsin

Latest Love SMS Messages