Usse Pyar Hua Jise

Usse pyar hua jise hum kabhi pa na sake.. jiski baato ko hum kabhi bhula na sake.. dil lagaya aur laga kar tod diya usne.. jise bhulana chaha par hum bhula na sake.. apani kasam dekar usne hame majboor kar diya.. mujhe khush rakhne ke liye khud se dur kar diya.. hamari chahat ko kabhi usne samjha hi nahi.. aur hum the ki unke liye apno ko hi chhod diya!

Latest Ghazal SMS Messages