Wo Mastiyan Karna Class

wo mastiyan karna class main teachers ko satana chalti hui leacture main sir ko choklete khilana test main 1st ana our doston ko chirana har bat par larna or manana yad ati hain wo batain exams k waqt teachers k peeche bhagna friends ki note book se apne liye notes banana papers main wo sath parna yad aati hian wo baten ferwell ki party main seniours ka mazak urana wo rona wo rulana yad ati hai wo baten wo mastiyan karna class main teachers ko satana

Latest Sad SMS Messages