Yaad Teri Jab Bhi

Yaad teri jab bhi aai wafa roti rahi aankh se barsa wo baadal k intaha hoti rahi Kal najanay kya sitam tuta teri yaad aanay k baad Raat bhr galiyon mein kiun pagal hawa roti rahi Tere milne ki dua k liay jab bhi haath uthaaye main ne Meri is masoom khwahish pe najanay kiun duaa roti rahi

Latest Ghazal SMS Messages