Aisa Sirf Khawateen Ka Sath He Q Hota Hayy

(M HAMDAN KARACHI KING, karachi)

Ya Story Post Karnay Ka Maqsad Ya Hay Ka Is Ma Jo ;;;Last;; Ma Sawal Hay Un Ka ;;;Ans;;; Milna Har Bar Ya Khawatin Par He Musibat Atee Hay ;;Dostoo;; Aisaa ;Q; Ap Story Parhayy Ya Na Parhayy Par Last Ma Jo Question Hay Un Ka ;;;Ans;; Lazmii Daaayyy
Ok

; Assalam; O; Alaikum;

Mera Name ;;M Hamdan Hay;; R Me Aj Ap Ko Aise Story Batanay Ja Raha Hoo Jo Ka Mujhay Bhe Nahi Pata Ka Ya Story Kis Ke Hay Mujhay Bhi Ya Story Meray Coaching Say ‘1’ Kafi Poranayy Registerd Ma Say Mile Hay Jo Ma Ap Ko Sath Share Kar Raha Hoo

Mera Name --------?? Hay Ya Kahani Mereey (1) Kazan Ke Hay Is Ka Ammi ‘R’ Abbu (1) Bohat Raes Khandan Say Thay Jab Wo Paida Hoe To Sub Bohat Kush Thay Is Ke Paidaish Ke Khoshi Maa Ghar Ma Jashan Manaya Ja Raha Thaaa Kaa Tabhii India R Pakistan May Jung Ka Eilan Hoa R Hindooo Nay In Ke Hawale Ma Ghus Ka Poray Khandan Ko Zinda Jala Dia; Leiken In Ke Ammi Ke: Aaayaaa; Un Ko La Kar Us Ghar Say Nikal Gae Or Wo Hinduu’’oo Say Bachte Bachate Pakistan Ponch Gae In Ke :Aayaa: Nay He In Ke Parwarish Ke Or Wasail Na Hotay Hooayy In Ke Shadi Bohat Sadgi Sayy Kam Umar Ma He Kar De In Ka Shohar Gharoo Ma Painter Ka Kam Kartay Thay R Wo Bichare Bohat Mushkil Say Ghar Ka Kharch Chala Pate Kuch Din To Achay Guzaryy ;;Allah;; Na (1) Batay Saybhi Nawaz Dia Leiken Jub Dosra Beta Asif Paida Hoa Toochachi Nay Un Ko God Lay Lia ;Q; Ka In Ka Koi Beta Nahi Tha Khar Ikhrajat Barhtay Chalay Gaayy Leiken In Ka Shohar Ke Na To Amdani Barhte Or Na He Inhinay Nay Apnay Bacho Ke Sahi Dekh Bhal Ke Akhir Kar Wo Bichari Khud Mehnat Kar Kar Apnay Bacho Ko Palteeey Rahi Waqt Guzarta Gaya Is Tarah ;;Allah;; Na Unha (4) Larkay Or (2)Larkia Ataa Ke Larkio Ke Paidaish Ka Bad Say He In Kaay Shohar Nay “’Chars’’ Pena Shoro Kar Di Or Ya Aadat In Ka Sagay Bahiyoo Nay Dali Abhi Bara Larka ;Anwar; (18) Saal Ka Bhe Nahi Hoa Tha Ka Bap Ka Intiqal Ho Gaya Or Ya Bat Batanay Ka Lia In Ke Walda Ko In Ke Nand Batany Jatee Hay Ka R Wo Sirf Itna He Kahte Hay Ke Bhai Ab Is Dunya Ma Nahi Rahy Or Ya Bat Sun Kar He In Ke Walda Bhe Fooot Ho Gae Is Tarah Dono Ke Mot (1) Din Hoe Ab Anwar Yani Baray Batay Par (2) Bhai Or (2) Behan ;;Razia;; Or Choti Behan ;;Fozia;; Jo Ka Abhi Sirf (4) Saal Ke Thee In Sub Ke Parwarish Karni The ;;Anwar;; Or ;;Akbar;; Jo Kay Thoray Samajhdar Thayy Dono Nay Mil Kar Socha Kay ;Tino; Behan Bahi Ko Keisee Aisay Ko Day Ka In Ke Sahi Parwarish Ho Jaayy Lihaza Inhonay Nay (8) Sala Chotay Bhai ;;Sarwar;; Ko Or Chote Behan (6) Salaa ;;Razia;; Or Sub Say Chotee Behan Jo Ka Sirf (4) Saal Ke The Esayyy Aisay Ghar Ma Good Day Dia Jin Ke Koi Olaaad Nahi Thee;;Sarwar;; Or ;;Razia;;Thoray Samajhdar Thaayy Lihaza Onhanayy Apnay Maa Bap Ka Ghar Ma Dono Bhaiyoo Ka Sathy Rahnay Ka Faisla Kia Or God Lainay Jo Bhe Atay Unhay Inkar Kar Datayy Is Tarah Wo Esee Ghar Ma Rahtay Rahay Leiken Jo Chote Behan Fozia Thee Wo Apnay ;New, Ghar May Apnay Dosrayy Maa Bap Ka Sath Chalaee Gae Waqt Guzarta Gaya Or Wo Un Ka Pas Rehte Rahee ‘Chonkay’ Wo Log Bhe Kafi Gareeb Tha Par Itnay Wasail Nahi Tahyy Ka Wo Bachi Ka Kharch Na Utha Sakayy Wo Apnay Sath He Bachi Ko Kam Mayy Laga Kar Rakhtay Jo Bhi Kam Kartay;;Fozia;; Bhi Wo Kam Karwatii Or Sath Sath Parhai Bhe Kartee Jub Fozia Nay ,,Matric,, Ka Paper Dia To Is Ke Shadi Tayy Hogai Or Is Ka Nikah Kar Dia Gaya Abhi Nikah Ko (3) Saall He Hooaa Thay Ka Achaanak Fozia Ke Walda Ka Intiqal Ho Gaya Jub Tuk In Ke Maa Zinda Thii Jub Tuk Inhonay Fozia Par Aanch Nahi Anay Dee Leiken Maa Ke Wafat Kayy Baad He Is Ke Baap Nay Sharab Peena Shoro Kar Dii ;;Fozia;; Par Mosibatoo Ka Pahar Toot Para Sharab Penayy Ke Waja Saaay Is Ka God Liaa Hoaay Baap Ke Tabiat Bohat Kharab Honay Lagi Wo Bichari Ghar Ma ‘Silai’ Kar Kay Kisee Sayy Udhar Laa Kar Un Ka Ilajj Karwatee Waqte Tor Par Woo Thek Ho Jatayy Phir Thori Dair Bad Waisayy He Halat Ho Jatee Abhi In Ke Walada Ka Intiqal Ko (4) Maahh Hoaay Thayyka Achanak In Ka Walid Ko Bhai Ka Bachoo Ke Yad Agaee Jin Ka Nam ;;Amir;; Or ;;Kamil;; Hayy Inko Bolaya Gaya Bus Inkay Atayy He Fozia Ka Halat Badal Gaayyis Ka Walid To Bilkul Tabdeel Hoo Gae Unhoonay Nay ;;Fozia;; Ke Walada Ka Zewar Oe Ghar Ka Paper Jo Kay ;;Fozia;; Ka Pass Thayy Eo Is Ay Kainay Ka Faisla Kia Is Say Woo Sub Chezayy Mangnay Lagayy Is Nay Kaha Ka Abbuu Ya Ap Ke Amanat Hay Me Waqt Anay Par Ap Ko Doo Gee Leiken Unhoo Nay Apnay Bhai Ka Bachoo Ke Kay Sath Mill Kar Yani ‘’Amir;; Or ;;Kamil Ka Lalach Ma Akar Apnay Chacha Koo Kaha Kay ;;Fozia;; Kon Se Ap Ke Sagi Batee Hay Ap Is Ko Ghar Say Nikal Daaor Jaidad Ma To Waisayy Bhe Hamara Haq Hay Is Ka Kuch Bhe Nahi Inhoo Nay In Ke Batoo May Akar Fozia Ka Khilaf -F.I.R- Darj Kara Wa Dee Kay Is Nay Zabardastii Makan Ka Paper Apnay Pas Rakhayy Hayy Wo Mujhay Paper Dayy Or In Ka Ghar Khalii Karayyy ;;Fozia;; Akailayy Thee Kia Kartee Is Naayy Pooree Bat Apnayy Bhai Behan Koo Or Apnay Shoharr Ko Batai Leiken Keisee Nay Bhe Is Ka Sath Nahi Dia Or Ya Kah Dia Ka Tum Nay Sarii Zindgai In Ka Sath Guzarii Ha Tm Galat Ho Ge Jabhe Tumhara Sath Koi Nahi Day Raha Leiken Keisee Na ;;Fozia;; Say Ya Nahi Pochaa Ka Fozia Tum Nay Apni Zindagi Kaisaay Guzarii Par Keisee Nay Is Ka Mushkil Waqt Ma Sath Nahi Dia Is Na Company Ma Kam Kar Ka Ghar Ma Silai Kar Kar In Ka Boray Waqt Ma Sath Dia Leiken Aj Wo Khud Akile Rah Gaee Hay Jub Is Ka Walid Bemar Parhtyy To Koi Pochnay Bhi Nahi Ataa Thaaa Ka Hamaraayy Chacha Ko Dawa Dila Dayy Ya Unhayy Kise Chez Ke Zaroorat Ho To Pooree Kar Dayy Kabhi Bhi Unhay Kise Chez Ma Nahi Pochtayy Leiken Ab Jub Makan Ka Masla Para To Unhoo Nay Barii Hoshyarii Ka Sath Chacha Ka Dimagh Ma Pata Nahi Kia Bhar Dia Aj Unhay Apna Khon He Nazar Araha Haaor Unhoonay Police Ka Zariaay;;Fozia;; Say Makan Ka Paper Bhi La Liaay Or Ab Siwayy Is Ka Pass Apni Maa Ke Yadoo Ka Ilawa Kuch Bhi Nahi Thaa Ghar Sayy Bhe Ba Ghar Ho Chukee Thee Ab Wo Apnay Honay Walay Shohar Kayy Sath Moot Sayy Bhe Bartar Zindagi Guzar Rahi Hay…

Question……………. …

Mera Sawal Sirf Itna Hayy Kaayy; Fozia; Ka Kia Kasoor Tha
Ya To Is Ka Behan Bhaiyoo Na Is Ko God Da Dia????????
Ya Phir Ya Ka Is Na Zinagi Ka (22) Saal Jin Ka Har Dukh Sukh Ma Sath Dia Aj Unhoonay He Esayy Ba Ghar Kardia???????
Ya Phir Ya Ka Is Ke Shadi (1) Aisay Shaks Ka Sath Kar De Gai Burayy Waqt Mayy Bajayy Is Ke Dhal Banta Is Ka Liaaa Nasorr Ban Gaya?????????

Plz Answer Zaroor Dena
Ok Dostoo Apna Khayal Rakhna
‘’’’’’Allah Afiz;;;;;
 

M HAMDAN KARACHI KING
About the Author: M HAMDAN KARACHI KING Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.